Urdu Jokes - Roman Urdu Jokes

 

ustaad shagird se kar guzari ko jumle main istamal karo.shagird jaldi se driver ne pool se car guzari.
• aikdost dosre se tum kis din peda hoye?dosra dost itwar wale din.pehla dost “chal choote,is din to chuti thi.
• ustaad shagird:berulkahil kise kehte hain?shagird jo behra or kabil ho ise behrulkahil kehte hain.
• pehla shaks:kya aap tashreef le ja rehy hain?dosra shaks jee nahi main khali hath ja raha hun.
• barish hone ke bad aik pagal ne dosre pagal se poucha ke ye pani kune khara hay?dosra pagal ke is ko bethane ki jaga nahi mili.
• aik dehati pehli martaba sher main gya.wahan us ne aik dokan main aik ayna dekha,who bohot heran hoa or use khareed kar ghar main aya,who hamesha ise apne sarhane rakhta,aik din is ki bewi ne ayna dekha to rone lagi or ja kar apni saas se kaha, “aap ke bete ne sher ja kar dosri shadi kar li hay,ye keh kar saas ko is ne ayena dekhaya,jab saas ne who ayena dekhaya to kahne lagi “koi baat nahi borhi hay jaldi hi mar jaye gi.
• aik admi pehli bar apne susral chala gya,susral wale barhe kanjoos the,raat ke khane ka waqt aya to pehly Sali boli,dulha bhai daal pakayein.dosri saali ne kaha nahi nahi began pakate hain,sale ne kaha ke aalo pakate hain,dosri saali ne kaha ke aloo to bohot mahnge hain.akhir kar dulha tang aa kar bola,mera ghora zabha kar ke paka lo.pehli saali ne kaha ke aap ghar kese jayein gain,dulha bhai ak dam se bolay wo ju samnay murgha banda ha is par beith kar chal jao ga .
• ak shahab nay ak bakra kharida wo bakray ko le kar jab ghar poucha tu ghar may ak konay par kuch petrol parha tha bakra wo petrol pani samaj kar pe geya wo shahab foran bakray ko le kar haspatal le kar aya or doctor ko kehnay laga meray bakray nay petraol pee leya or ap bhankna shoro kar deya ha tab doctor kehnay laga fikar mand honay ki koe baat nai


Urdu Jokes: 1 2 3 4 5 6, 7, 8, 9, 10, 11, 12, 13, 14, 15

Home, More Urdu Jokes