1 pathan JORAB lene medical store par gayaor JORAB ka nam bhol gaya.Dukandar: kia chahiay?Pathan (apna Paoon table pe rakh kar):khocha is ki casing dedo.
Frog:Sardaron ka dimagh nai hota.Sardar:Hota hay.Frog:Nai hota-Nai Hota-Nai Hota (& jumps in water)Sardar:Le Dass! eday wich khudkushi karen di kerri gal a.
Husband:suit bara sohna paya aayWife:Thanx GHus:Lipstick b sohni laiayWife:Thanx GHus:makeup v sohna kita aayWife:thnx GHus: sohni fir v nahi lagdi.
candidate: kehta hai sir may i come in?
manager:yes
candidate:hello
manager:hello ur name plz
candidate:manish
manager: Ok
manager:kya qualification hai aapki ?
candidate: sir M.A
manager: Ok
manager: is job k bare main kya thinking hain aapki k kya mayar hona chahiyeh
candidate:ji is job k sath ek flat apna hona chiyeh ek nokar biwi k liyeh or ek choti car or almost 10,000 salery honi chahiyeh.bas
manager: Ok
candidateir main apni job pakki samjhoon?
manager: Ok
candidateir meri salery kitni hogi?
managerpko ek choti gari ki jaga bari car deinge,ek barabangla,aur ek nokar ki jaga 10 nokar deinge,aur 10,000 ki jaga 20,000 ki salery hogi.
candidateir kyon mazaq karrahe hain aap
manager:pahlay shuroo kisne kiya tha?..
Ik aadmi pagal-khanay jaata hai...waha ik pagal ko daikhta hai kay...konay main betha apnay aap say shargoshiyaa kar raha hai...phir har shargoshi kay baad zor zor say qahqay lagaata hai...ik baar aisa hua...ik shargoshi kay baad us nay buraa sa moon banaa liya...
.
.
.
aadmi nay pagal-khanay kay nigraan say poocha yeh kiya kar raha tah, aur kiya hua isay...nigraan kehta hai "janaab yeh apnay aapko latifay sunaa raha tah...aur har latifay kay baad hansta....yeh jo is nay buraa sa moon banaiya hai...yeh is liye kay yeh latifaa is nay pahlay say sunaa hua tah!
Do behray train main safar kar rahay thay...ik poochta hai "kiyaa aap lahore jaa rahay hain?"...dosra kehta hai..."nahi...main lahore jaa raha hoo"...pehla phir say kehta hai..."ohh..acha main samjha aap lahore jaa rahay hain!
Ik sahab nay zor say dosray kay bothay-sharif par thapparr maara...woh sahib tilmilaa hi to uthay aur poochnay lagay "aap nay thapparr mazaak main maraa hai ya sanjeedgi main?"....pehla kehta hai "sanjeedgi main"....woh sahib itminaan say bolay "phir theek hai,,,kionkay mujhay aisa mazaak bilkul pasand nahi!!!" :pagal
2 Dost Suicide kernay gayai, Pahala : “Hey Bhagwan mujhey dunia ki saari nafrat de Pareshani de Dukh de!” Dusra dost : “Abe tu maut maang raha hai ki Jang main Job.”
Sardar come to school with one black and one white shoes..Sir:go home and change.sardar:koi faida nahi sir, ghar may b 1 black aur 1 white shoe hi hai....
Wife: Husband say India jao to saari bhejna,Dubai jao to jewelry,France jao to perfume.Husband ne jal kar kaha,dozakh jaon to kia bhejon?Wife:APNI VIDEO.!
Aik larke ne apne dost se kha...aj ka zamana bara jhota hai..duniya main koi aisa admi nahi milta jo jhot na bolta ho...dost ne kha main aik larke ko janta hon...jo kabhi jhot nahi bolta....phele larke ne kkha tu waqei wo bara naik larka hai..chalo is se baatain karain,
Dosre larke ne kha wo tu gonga hai
Sardar: Raat mujhe ek aadmi ne chaku dikhakar loot liya. Friend:Lekin tere pas to hamesha Gun hoti hai. Sardar:Wo maine chupa di thi, warna wo bhi chori ho jati.
Zoo main bache nay Hathi ke lun ko dekh ker puchha: Mama ye kya hai? Mama:"kuchh nahi " Papa: dekha beta thumari mama ke liye to ye b kuch nahin.
!SUHAG RAAT!Wife> Piche nahi aage dalte hain, Men> Tumhe kyse pata? Wife> Mera friend mere age dalta tha, Men> tu Chup kar, mera dost mere piche dalta tha!!
"Sardar "nu Hichki aai teNaal hi padd v nikal gaya,O padd mar ke Boliya,Wah O yaad karan walia,"Bund"hi paar Ditti oo,
Uncle aik bachay se kehte hain : beta aik acha sa jhoot bolo agar mujhe pasand agaya to main tumhien paanch rupay doon ga bacha masoomiat se : yeh lo ! abhi to das rupay kahay thay …. !!!!
Nurse - “Mubarak ho.. Sardar ji.. tusse papa ban gaye..” Sardarji - ” Meri wife ko nahi bolna.. main usey SURPRISE doonga..!”
"VISKY" piyo to seena lal "CHARS" piyo to aankhe lal "KISS" karo to hont laal "RAPE" kro to lully laal "PAKRAY GAYE" to gaand laal "BACH GAYE" to JEO MER .
1 Hindu ne Muslim se pochaTum log Khatna Q karwate ho?Musalman soch me par gaya Phr bola: Faida to kuch khas nahi,bus zara KHOOBSURTI aa jati hai..!!
Tum yeh kyoun nahi samajtay hoo kay police walay janat men hai ja sakta .. baap nay baitay say pocha .... iss liyay kay wahan karnay kay iyay un kar pass koi kaam nahi ho ga ... baitay nahi jawab dia .....
Nani aama nay munay say kaha .. baitay .. jab tumhay khasi aaya karay tu mou kay aagay hath rakh lia karo ... munay nay kaha ... nani aama ! aap feekar na kareen meray daant app ki tarhan naqli nahi hain ..
jaaj . (mulzim say) tum jantay ho jooth bhool kar tumhay kahan jana ho ga ...
Mulzim .. dozakh mein
Jaj ... aur such bhool kar //
mulzim .... sarkari jail khanay mein .
Paroosi say lartay howay aik shakhs nay kaha ... mein nay suna hai tum logoon say kahtay phirtay ho kay meri saas ka chera mein buldog sa milta julta hai ... paroosi ..... haaan kahta hoon phir .... woh shakhs bola .... aab zara kah kar tu daikhoo mein apnay buldog ki touheen bardasht nahi kar sakta ...
Aik hamsaee ... kia howa bahan itni pareshan kyoun ho ?
Dosri hamsaee .. munay nay aik paisa nigal kia hai ?
phali boli ... nigalnay do aaj kaal aik paisay mein aata hi kia hai ...
A sardarji STD/ISD/PCO SHOP gaye aur operator ko two bara chanta lagaya . kyoun ? kyounkay wahan likha howa tha “Number dial karnay se pehley do lagain”
Do Miyan Biwi hote hain..... jo intihai awwal darje ke kanjoos hote hain.... aik on donon main shart lag jaati hai ke jo bhi ziada kanjoosi kerega woh winner hoga aur jo kam kanjoosi wala hoga woh bohat pite ga.....
hameshabechara shohar hi hamesha pit ta tha... kyun ke woh hamesha apni beewi se kam kanjoosi kerta tha...
shohar sahab crorepati hote hain... ghar main bohat saari gariyan bhi hoti hain.. laikin kanjoosi ki wajah se woh sahab bas main safar kerte hain... woh bhi student card banwa ker... take 2Rs kharch hoon....
aik din shohar sahab hanpte kaanpte ghar par pohanchte hain.... beewi poochti hai ke kya hua.. aaj itne kyun kaanp rahe ho..
SHOHAR: begam pehle paani pilao phir bataonga ....
beewi paani leker aati hai.. to phir poochti hai ke ab batao kya hua..
SHOHAR: begam aaj main ne poore 2Rs bachai..
BEEWI: woh kaise???
SHOHAR: woh aise ke main aaj bas ke peeche bhaagta hua aaya hoon... is tarah 2Rs bhi bach gaye aur main ghar bhi pohanch gaya.......
Beewi bohat zor se shohar ke chamat maarti hai.. Bechara shohar poochta hai ke kya hua kyun maara...
BEEWI: abay pagal ke bacche... tum bas ke peeche bhaag ker aaye to tum ne 2Rs bachaye... ager TAXI ke peeche bhaag ker aate to 60 rupeeS to bachte ....
hahahahahahhahahaa
aik Faqeer bus stop par khara ho kar bheek maang raha tha uss ne barabar wale aik admi se kaha ."Allah ke wastay mujh par taras khao mujhe paanch ( 5 )rupee deh do". Admi ne kaha "tamatar khao"faqeer ne fir uss se kaha ke "mujhey kuch deh do". Admi ne jawab diya " tamatar khao".
Faqeer ne chir kar barabar mein kharey dosre admi se kaha " ajeeb aadmi hai main paise maang raha hoon yeh keh raha "Tamatar khao" main tamatar kyun khaon?"
aadmi ne hans ke kaha " oh pagal !! woh totala hai woh keh raha hai kamakar khao"
ek baar har religion key ek ek aadmi ko maut ki saza di gayi, unki gardan ek auto matic machine sey qalam karni theen.
pehley hindu bhai sahab ka nambar tha, jailer ney poocha tumhari aakhri khwahish kya hai, woh boley main geeta parhna chahta hoon , jailer ney kaha theek hai parh lo. unhon ney geeta parhli pahir unhein machine par litaya gaya jallad ney button dabaya machine ki aari unki gardan par aakar ruk gayi, woh buch gayey. jailer ney kaha aap buch gayey bhagwan nahin chahta aap marein aap jaa saktey hain.
ab musal bhai ka number aaya jailer ney poocha aapki aakhri khwahish, unhon ney kaha main quraan parhnachahta hoon jailer ney kaha theek hai, quran parhwaney key baad unhein bhi machine par litaya gaya button dabaya par phir aari gardan par aakey ruk gayi.jailer ney kaha yeh to chamatkar par chamatkar ho rahey hain allah nahin chahta aap marein aap ja saktey hain.
ab surdarji ka number tha unsey jailer ne kaha sardarji aapki aakhri khwahish kya hai, sardar ji boley, aakhri khwahish baad mein poochiyo pehley apni machine theek kara.
1 charsi eyes donate kerne gaya, After operation, Dr. Asks: Kuch kehna chahte ho? Charsi:jisko bhi ankhen lagao use bata dena ye 2 kash laganay k baad he khulti hain
1 pathan ka sir phat gaya pathan se Dr. ne pocha:- “khan sahab kia howa ?” Khan:Hum pather se keel thok raha tha, hum ko 1 admi bola khan KHOPRI istimal kero.
Aik aurat ( apni parosan say ) aa bahan tum nay suna hameeda ka baap jail say choth kar ghar aa gia hai .. parosan ... iss ka hamesha say yehi haal hai kahen aram say nahi baithay ga ....
Aik gadha kisi ghar ki diwar say kaan laga kar khara tha . aik bakri ka wahan say guzar howa iss say pocha ...gadhay bhai tum yahan kia kar rahay ho ... gadha ... andar do admi lar rahay hai aur woh dono aik dosray ko gadhay ka bacha kah rahay hai mein yeh jannah chahta hoon kay in dono mein say mera bacha koun sa hai ..
do chohay aik jungle mein ja rahay thay achanak in mei say ail nay khoufzadda ho kar chalana shuruh kar dia ..
phala choha ... woh daikhoo samnay say sheer aa raha hai aur hamay daikh kar dhar raha hai ..... dosra choha .... (seena taan kar ) aray tum kyoun fikar kartay hoo . woh aik hai aur hum do ...
Husband aur Wife Hotel me gaye tabhi 1 Lady ne Hello kiya, Wife nay pocha,”Koun Thi Wo?” Husband:-Tum dimag kharab mat karo, main pehle hi pareshan hu ki woh bhi Yehi puchegi.
1 larka apni g/f k liya choorian le k jata hai. g/f:khud hi pehna do.boy mujhay nahi pta tha k itna acha response milay ga warna mein kapray lay ata.
1 larki class me biscuit kha rahi thi aadha kha k aadha brazeir me chupa lya,teacher ne kaha ye kya kr rahi ho, pas wala bola DODH mei dubo dubo k kha rahi hai.
1 mulla ki shaadi nhi ho rahi thi, Wo mannat mangne gya,Waha uski maa khai me gir gayi.Mulla bola-Ya khuda teri Khudai,Apni to Mili nahin-abba Ki b Gawai.
1st Nite of Marige: Boy start sucking Breast & Till Morning.in Morning Father Came & Said Beta Naha lo.Wife said: iss kanjar ko sirf Gharare karwao.
3 Dost Hotel Gaye Waiter Se Kaha Meera Ki Choot Saima Ki Gaand Nargis K Mamay Lao Waiter 2 Aalo Laya Or Kaha Wo Sab To Nahi Thay Ye Mehdi Hasan K Tattay Kha Lo!
3 gifts from Govt. of Pak on New Year 2008.1. Gas band 2. Bijli band3. Atta band Agr ap chahte ho k awam ke gand b band ho jae tu "cycle" per mohr lagain.
7 Batain Hamesa yaad Rakhna 1,Lun aur pani apna rasta khud nikalty hain, 2,Jazbat aur Mummay jitna Dabao utna hi Ubhartay hain,3,Car aur Biwikis
8 sal ka Bacha Rape case mein pkra gya LADY wkeel ne Adalat mein os ki "Lulli" pkri aur boli:"kia ye Rape kr skta hay?BACHA bola:"Hilla matt case Haar jae gi"
A Memon on his death time.My wife, where r u ? Wife:Yes,My sons n daughters r u all here?Yes, Papa Memon:To phir brabar wale kamre ka pankha Q khula hay ???
Abbey Oye..Mein ne Tujhey Pehchan Liya!Tu Wohi hay naJo Apne chootar ka X-ray le kar,Bus mein Bheek mangta haiaur bolta hai.Mere Dil mein Soorakh hai !
Aik panjabi Ne Market mein Aik Khoobsurat Larki Dekhi Aur Sochne Laga...??Kash ye Meri Maa Hoti to mein bhi Itna hi Khoobsurat hota...
Aik sardar kafi dair se apne marriage certificate ko bohat ghor se dekh raha tha us ki bewi ne kaha"tusi ki wekhdy pai ho?"Sardar:"EXPIRY DATE nai mil de pai"
An Aero plane asked 2 a rocket !Yaar tu kiddi taiz chalna a,ki raaz a? The rocket said ! "Puter Tere thaly kisay ne agg lai hove te tenu pta lagay".
Apni dosti Dast ki wo PatLi Tatti nahi jo Girtay hi bikhar jati hai,ye to Kabz ka wo mota Lainda hai jo Pani dalnay k bad bhi apna Nishan Chhor jata hai."
BADSHAHI masjid ki diwar pe likha tha "agar gunah karte thak gaye hain to ander a jayen."Neechey lipstick se likha tha "agar nahi thakey to pechay aa jain."
;-)
Bhagwan sharaab peene zameen per aya 12 bottles pe gya,Club wale ne poocha:Aap ko charhti nahi hai?Bhagwan: Mai bhagwan hoon.Club wala: Charh gaee saalay ko!
Boy: Mein last time pooch raha hoon, kya tum mujhse shaadi karogi?Girl: Nahin..Boy: Soch lo..Girl: Kaha na nahin..Boy: Waiter! Bill alag alag lana...
Dulhan ne ubtan na lagaya to Dadi boli"beti ubtan laga warna NOOR nai charhe ga"Suhag raat k baad dulhan dadi se boliNOOR aisa charha k subha hi utra.
Ek Bazurg Blue Film dekh k zor zor se haath hilany laga.Boy:Kya hua baba?Baba:Hona kya hai Beta,30 saal baad mushkil se Lun khara hua, to aaj hath soo gya.
Ek Pathan Ye Sochta raha sari Zindgi Sochta raha..sochta raha..Aur soctay soctay hi mar gaya kay..Meri behan kay 2 Bhai hei to mera 1 Kyun .. ?
Ghalib Nay 1 Larki Ko Menses Me Dekha To Arz Kia,, Shalwar K Neeche Se Tapak Tapak K Pani Laal Ata Hai, Kamaal Ho Gya GHALIB, Kya Phudaa B Paan Khata Hai
Girl -"Na chhero Larkiyo ko Paap hoga,Kal tu bhi kisi Hasina ka Baap hoga,BOY"khuda kare teri baat sachi ho,Jo mujhe Baap kahe wo teri hi Bachi ho",,
Girl says to her boyfriend: Mein maa bannay wali hunBoy: Ab kya karen?Girl: Duffer teray baap nay mujhay propose kiya hai. Mein teri maa bannay waali hoon!!!
GIRL:ME RADIO KI TARAH HON,MERA 1 NIPLE VOLUME HAI OR DOSRA TUNING.BOY:ME TU DONO DABA RAHA HON MAGAR AWAZ NHI AI.GIRL:NEECHE CELL TUMHARA BAAP DALE GA.
Hasband bola goodnight.wife bole kasi goodnight.pehle karo band light.phir karo lun tight.phir karo phody sa fight.jub niklay white white tub bolo gøød night.
Is Nazam ka Unwan hai''BHOSRI KA''===========Be Gharz Zindagi me ARMAN Bhosri Ka,Gand k Peeche hai PATHAN Bhosri Ka,Wo Rabar ki Chooten wo Plastic* some text missing * wo Sharab ki Botalen,kia kia pi raha hai INSAN Bhosri Ka,Bachiyan Chud Rahi hen MANDIR ki Aar mein,Kia Maa Chuda raha Hai BHAGWAN Bhosri Ka.from $$
Khusra"Pathan say Aahista karo,Aap Gand deikh k Bohat he jazbatee ho jatay ho,Pathan"Gand or kafir ko Deikh k Hamara Ander ka Mujahid jaag jata hei,
Lady : doctor mere lips pe infection ho gaya hai, Doctor : KISS kitni bar karti ho?Lady : saal me 1bar!Doctor- infection nahi "zang" lag gaya hai....
Larrki ki T-Shirt par bani billi ko larka ghoor raha tha!LARRKI: kabhi billi nahi dekhi?LARKA: Deikhi hai par Doodh ki rakhwali kartay pehli baar dekhi hai!!!
Miss: Haath main kitni Fingers hoti hen?Pappu: Miss 6 Miss: Pappu Tumhy kitni dafa kaha hy Shalwaar se hath bahir nikal k Count kia karo :-
Musharraf: What is condom?Nawaz Sharif: Yeh wo cheez hy jisay pehan kar tera baap teri maan ki leta to aj pura Pakistan sakoon main hota...!!
Noker 1 mahena daal khane k bad malik se :Meri bund maro Malik: kyon? Noker:tusi bus meri bund maro Malik:yar kyon Noker:is bahane boti tay ander jae gi
Pregnant aurat ko dekh kar 1 larki boli:Lagta hai makan ban gaya hai or kiraye'dar b aa gaya hai.pregnant lady boli:Mazdur FARIGH hai bejhon kya?...
Sardar ne pressure cooker khrida dosre din wapis kiyaShopkiper: kyun wapis kiya?Sardar: ghr mein jawan betiyan haiN aur yeh saLa sitiyan bajata he..
Sardarni Kapre Utar Kar Bistar Pe tange Khol Kar Leti Or Kaha: Kuch Samje ji?Sardar: Mujhe Pata Hai HaramZaadi tu Pore Bistr Pe Akeli Sona Chahti Hai.
Suhag raat ko Dulha bola,"Jani bol,Aaj tujhe Chand per le jaon ya Taaron mein"Dulhan sharma ker boli,"Aap ka 'Rocket' deikh ker, decide karoon gi...
Swimming pool main 6 larkiyon ne jump mari or swiming pool ka sara pani gayab!!Why????Kiyon k Always Ultra ab phely se bi ziada jazab karta hay!
Talaq k baàd husband & Wife apna apna saman alag krte huay!Husband Braazear dete huay:Ye lo tumhare Milk ka dhakan!Bv:Underwear dete huay:Ye lo Murday ka kafan!
Tum G A N D U, ho,dost naraz mat ho,Q K "GANDO" ka matlab ha,G-GeniousA-AtrractiveN-NaughtyD-DecentU-Unique.Ab to khush ho na, "GANDU"
Tum samje nai mery pyar ko,Aana kabi Etwar ko,Muh kar k tera Diwar ko,Utar k teri shalwar ko,Jab andar karonga Hatyar ko,Tub tum samjho gi mery pyar ko,
Vakeel:Tallaaq Karwane K Rs.50,000/- Lagengy.Husband:Pagal Ho Kya?Qazi Ne Rs.101/- Mai Shaadi Karwai Thi!VAKeeL:Dekh liya na Sastey Kaam ka Nateeja....
Yeh Larkiyan Kitni Chalaak Hoti Hain. Apna18 Rupiye Litre Walay Doodh Ka Thaila Dikha Kar.... Aap Ka 18,00,000 Rupiye Litre Wala Ghee Nikaal Leti Hain...:-)
Bhikari , pachas paisay dai day mein nay teen din say khana nahi khaya baba , Aadmi , pachas paisay nahi 5 rupee doon ga phalay yeh batao pachas paisay mein khana kahan say milta hai ?
Aik larka ain larki kay sath baitha tha , doray din dosri larki kay sath daikha gia , tisray din koi aur larki the chothay din koi aur larki kay sath tha , moral larkiyan badal jati hain larkay nahi badaltay .
baho , maa jee yeh abhi tak nahi aay kaheen kisi dosri larki kay sath ...... saas , aray kalmohi tu hamesha ullta kyoun sochti hai aasa bhe to ho sakta hai kay kisi tarak kay nichay aa gia ho ..
Ganguly ka baita , yeh kia dadi sixer pay sixer maray ja rahay hain , ganguly ki biwi , aray baita yeh tu ishtaihar hai ..
Umer cycle per kaheen ja raha tha kay cycle aik aurat say ja takra i , aurat dard say karhatay hoi boli , break nahi mar sakta tha kia , umer bola , break kia hai puri cycle tu mar di hai .
shohar kitchen mein dakhil howa , sugar box khol kar daikha aur phir band kar dia , oski biwi sab daikh rahi thee , dosri bar shohar na phir yehi kia tu biwi nay pocha , kia kar rahay ho ? shohar , doctor nay kaha tha sugar level baqaydgi say check kartay rahna ..
Aik aadmi apni biwi ko dafna kar wapis ja raha tha , kay achanak bijli chamki , badal garje zor say barish shuruh ho gaye , dukhi admi bola lagta hai pohunch gaye ..
Aik pathan nay aik khoubsorat aurat ko purpose kia , aurat boli mein tum say aik saal bari hoon , pathan bola ooye koi baat nahi mein tum say ail saal bad shadi banay ga ..
Aik sikh say kisi nay pocha , aqal bari ya bhens ? tu sikh thora sochnay kay bad bola phalay dono ki umer batao ....
aik dost ... yaar aaj hamari murge nay anda dia .......dosra .... yeh koun see bari baat hai .... phala dost ... agar yeh bari baat nahi tu tum day kar dikhaoo ....
Aik aadmi jungle say guzar raha tha kay aik sheer samnay aa gia .... sheer nay kaha .. aaj mein tumjara khoon piyoun ga .... aadmi .... mera koun tu thanda hai pichay ail nojawan aa raha hai os ka koun garam hai tum os ka koun peena .... sheer .... nahi aaj mera dil cold drink peenay ko chah raha hai ....
jildi amraz kay aik doctor say kisi nay pocha ..... aap nay khas tor per yeh line kyoun ikhtiar ki ? ... doctor nay jawab dia ... is ki teen bari wajehat haim . phali yeh hai kay meray marees raat ko nahi jagatay ..dosra yeh kay woh martay nahi .. tisri hai kay woh kabhi theek nahi hotay ....
Aik faqeer .... baigum sahiba .. app kay paas bhokay kay liyay khana hai ..... baigum sahiba ..... haan hai .laikin woh bhoka abhi daftar say aaya nahi ....
Mota aadmi ...(dublay aadmi say) ... tumhay daikh kar aasa lagta hai jaisay dunya mein qaht par gia hai ... dubla aadmi .. aur tumhay daikh kar aasa lagta hai jaisay yeh qaht tumhari wahja say para hai ....
aik sardar g dokaan per gaye tu wahan ja ker un ki nazar thermos per perhi
unhoon ney dukaan dar sey pocha yeh kya cheeze hai?
dukaan dar ney jawab diya iss ko thermos kehtey hain
sardar g ney phir pocha yeh kiss maqsad key liyeh kaam atta hai?
dukaan dar ney kaha yeh thandi cheeze ko thanda rakhti hai aur garam cheeze ko garam
sardar g yeh thermos khreed li aur aglay rooz office lay gaey....
un key collegue ney pocha yeh kya cheeze hai: pochnay walay bhi sardar g theey
pehlay sardar g ney bataya key yeh thermos hai aur thandi cheese ko thanda aur garam ko garam rakhti hai.....
tu collegue ney pocha tu aap kya laye hain sardar g ney kaha coffee and rooh afza................
Aik film star nay apnay baitay say os ki progress report laitay howay kaha ... baita mujhay yaqeen hai kay tu imtaihaan mein numayaa kamyabi haasil ho gi ?? ... baitay nahi jawab fia .. bilkul abu school walo nay mujhay ail saal kay liyay sign kar lia hai ...
Aik bacha gali mein khail raha tha .samnay wali makan sa aik kuta nikla aur iss kay paoon chatnay laga bacha roa howa ghar aaya ...... maa nay pocha ... kyoun ro rahay ho ? kaheen paroosi kay kutay nahi kaat tu nahi lia ... bacha bola ...abhi tu chak kar gia hai katnay tu kaal aay ga ...
PRINCIPAL: Agar koi ladka girls hostel mein gaya toh first time 100 Rs fine, 2nd time 200 Rs. Fine and 3rd time 500. MUNNA BHAI: Monthly paas ka kya lega Mamu
Class mein larkoo ki shararat say tang aa kar ustad nay inhay sidha lait kar cycle ki tarhan tangeeen chalanay kay liyay kaha .... aik larka thori dair chalanay kay bad rook gia ......ustad nay osay danta tu os nay kaha ..sir mein chain uter gaye ....
aik haaty aur (chunty ant)aik motor bike per ja rahay hottay hai.un ka accident ho jatta hai.haaty ko buhat chot atty hai muggar chunty ko kohee chot nahee atty hai.battaee chuntty ko kohee chot kyoo nahee lagty hai.
HUWA KE BAAIIS AATTEY KI BORIYON SE GIRD AUR BHOOSII URRHNEY LAGEE - SIKH NE APNI DONON ANKHEIN BAND KARLEIN ,YE SOCH KAR KE KAHEIN YE BHOOSII ANKHON MEIIN NA CHALEE JAYE-
JAB SIKH KI ANKH KHULEE TO VO ISPETAAL MEIN THA .fall
Aik umeedwar ka interview ho raha tha aur osay yaqeen tha kay woh yeh mulazmat zarror haasil kar lay ga interview kay akhir mein interview lainay walay sahab nay poucha kay acha yeh bataeen kay gapoo ge gapoo gee goom goom ka kia matlab hai ....umeedwar nay phalay bhuhat socha phir mayousi say bola ... is ka matlab hai kay yeh naukari mujhay nahi mil sakti ....
baitay ka result card daikh kar baap nay ghusay say garajtay howay kaha .... khuda ki pahna .. yeh result hai tumhara ..? ... beeees bacho ki class mein tum akhiri number per aay hoo .. iss say bora result mein nay aaj tak nahi daikha ..... ... abu kia humay khuda ka shukar nahi ada karna chayay kay class mein beeees say zaiada bachay nahi thay ? .. baitay nahi masomiat say jawab dia ..
Saas har waqt baho ko manhoos kahti rahti thee . jab baho kay baiti paida hoi tu saas bhuhat khush hoi .. baho nay iss say khushe hi wajha pouche tu iss nay jawab dia ... agar baita hota tu aik aur manhoos iss ghar mein aa jati ....
do Sardar coffee shop mein bathay thay ... 1st: “jaldee pee yaar, coffee thandi ho jayai gi” 2nd: “Tu kia? 1st: arey bay waqoof, menu card parh!!! HOT COFFEE Rs.20/- & COLD COFFEE Rs. 40/-
Aik muqadmemy mein jurah ke doraan wakeeley safaee ne guwah se poocha -
"kia tum batasaktey ho ke muqamey wardaat se kitney faasley par the ?"
guwah ne jawaab diya "ji haan mein muqaamey wardat se teen meter,pandra ashaariya saat centimeter ke faasley par tha "
wakeel ne herat se poocha -"lekin tum ne is qadar sahee andaza kasey qaiim kiya?"
guwah bola "mujhey maloom tha ke koi na koi bewaqoof mujh se is qism ka ahemqana sawaal zaroor karrey ga is liye mein ne pehley hee naap liya tha
Munna Bhai: Aay circuit, baapu bole to gandhi ji kapde kyu nahi pehantay thay? Circuit: Bhai bole toh bapu bhi us time ke salmaan khan thay!!!
medician ka professor university mein talba ko lecture day raha tha .... iss say koi fareeq nahi parta kay tareqa elaj aalupaithe ho ya homeopathe ho ya tib-e-yonani kyounkay saray rastay qabar ki taraf jatay hain .
Suna hai naae mulazmat mein tumhay bhuhat azadi hasal hai .... haan noo bajay say phalay min chaoon wahan ja sakta hoon ..aur panj bajay kay bad jab chaoon uth kar aa sakta hoon ...
aik sardar nay dosray sardar ko phone kia aur bola , haan ge mein bool raha hoon , dosra sardar bola , kamal hai aathay ve mein bool raha hoon ..
lalu apnay P.A say , itnay khilari football ko kyoun laat mar rahay hain , P.A goal karnay kay liyay Lalu , susra baal tu phalay hi goal hai aur kitna goal karay gay ...
Sardar to Shopkeeper:- Mujhe India Ka Flag Dikhao, Shopkeeper ne Flag dikhaya. Sardar: - Isme aur Colour Dikhao.
MUNNA BHAI : Chand toh raat ko nikalta hai, aaj din mein kaise nikal aya? GIRL : Ullu to raat ko bolta hai, aaj din mein kaise bol para?
Pathan aik unchi pahari kay siray par baitha kitab parh raha tha kisi nay pocha kia kar rahay hoo .. pathan , ooye higher studies ...
Girl:mai tumharey liye sub kuch chor du gi
Boy: ma baap
Girl:Yes
Boy: khana penna
Girl: Yes
Boy: sari dunya
Girl: Yes
Boy:Star Plus
Girl: apna mou sambhal kar baat karo…!!!
Chintoo : Mein Ne Shart Lagaii Thi Ke India Pakistan Se Jeet Jaey Ga Aur Mein Rs:1000 Har Gaya .
Mintoo : Yaar , Tum Ne 1000 Rupee Aik Match Per Laga Diye .
Chintoo : Nahi Yar , Mein Ne 500 Rupee Aik Match Per Lagaye The .
Mintoo : To Dosre 500 Rupee Kaha Gaey
Chintoo : Choro Yar .. Mein Ne Highlights Per Bhi 500 Rupee Lagae The .
Chintoo Kudh Kushi Karne Ka Soch Kar Railway Station Chala Gaya Aur Waha Per Kuch Chicken Aur Juice Wagera Le Kar Beth Gaya .. Itne Mein Kisi Sahib Ne Poocha … Kyoon Bhai “ Ye Sab Kya Hai “ ..
Chintoo : Arey Yaar Saali Train Bohat Late Aati Hai .. Mein Ne Socha Kahi Bhook Se Na Mar Jaoo
Chintoo Bhai Aik Baar Car Factory Gaey Jab Wo Central Minister The ….Car Factory Ke Manager Ne Kaha
Manager: Chintoo Bhai Ap Ko Mein Aik Car Free Doon Ga
Chintoo : Nahi Mein Ap Se Free Mein Car Nahi Le Sakta
Manager : Chaliye Janab … 500 Rupe Mein Car Le Lejiye
Chintoo : (Khusi Se ) Chalo … Phir To Mujhe Do Cars De Do ..
Chintoo : A 4 Apple
Mintoo : B 4 Bada Apple
Chintoo : C 4 Chota Apple
Mintoo : D 4 Dusra Apple
Chintoo : E 4 Ekaur Apple
Mintoo : F 4 Fokat Ka Apple
Chintoo : G 4 Gol Apple
Mintoo : H 4 Ho Gaya Na Pet Kharab Khake Itne Sare Apple
Chintoo : (Doctor Se ), Mein Jab Baat Karta Huun To Muje Sirf Awaaz Sunai Deti Hai, Aadmi Nahi Dikhta.
Docter : Aaisa Kab Hota Hai?
Chintoo: Phone Karte Waqt.
Chintoo Ne Cycle Chalate Chalate Lady Ko Mar Di
Lady,' Break Nahi Mar Sakta Tha Kya?
Chintoo : 'Break Ka Kya Hai, Poori Cycle To Mar Di.....'
Chiman: Aap Kitna Parhe Ho?
Friend: B.A.
Chiman: Kamal Karte Ho Yaar Sirf Do Word Padhe Aur Woh Bhi Ulte.
Chintoo Aur Mintoo Picnic Per Ja Rahe The , Itne Mein Chintoo Gana Gane Lag Gaya
Chintoo : Kis Ka Hai Ye Tum Ko Inteezar Mein Hoon Na
Kuch Deer Ke Baad Chintoo Bus Mein Ulta Latak Gaya Aur Gane Laga
Chintoo : Kaho Na Kaho , Oo Sanam Oo Sanam
Mintoo ( Pareshan Ho Kar ) : Kya Howa Chintoo Yar Ye Ulte Latak Kar Gana Kyoon Ga Rahe Ho
Chintoo : Yar Side B Gaa Raha Hoon
Chintoo Aur Mintoo Aik Bar India Gaey Aur Kisi Ne On Ko Kuch Ziyda Pila Di
Chintoo : Yar Tujhe Maloom Hai … Bharat Aur Hindustan Ki Jang Hone Wale Hai
Mintoo : Yar Tum Fikar Kyoon Karte Ho , Hum To India Mein Hein Na
Chintoo : Yar Mintoo ! Ye Bata Ye Rocket Plane Se Taiz Kaise Urhta Hai
Mintoo : Abhey Tere Peche Kisi Ne Aag Laga Din A To Pata Chale Ga
Chintoo : Yar !! Mintoo Ye Sab Logh Bagh Kyoon Rahe Hein
Mintoo : Yar Ye Race Laga Rahe Hein Cup Jeetne Ke Liye
Chintoo : To Cap Kis Ko Mile Ga
Mintoo : Jo Race Jete Ga
Chintoo : To Baqi Sab Kyoon Bagh Rahe Hein !
Chintoo : ( Bus Stop Per !! Larki Ko Dekh Kar Bola ….) … Arey Chand To Raat Ko Nikalta Hai Aj Din Mein Kaise Nikal Gaya .
Larki : Arey Ullto To Raat Ko Bolta Hai , Aaj Din Mein Kaise Bol Raha Hai
BANTA: oye santeya , kya hua??
SANTA: OYE banteya, Meri biwi mujhe chhod ke chali gayi...!!!
BANTA:zaroor khayal nahi rakhta hoga bhabhi...
SANTA: oye bak bak mat kar
saggi bahen se badhke khayal rakhta
doctor nay pathan say kaha , app ka aur app ki biwi ka blood group aik hai , pathan , ho ga zarror ho ga ... pachees saaal say woh hamara khoon paita hai ....
Larka khoubsorat larki say ,, aaja dik mein aa ja ,, larki , sandaal utharoon kia ,,, larka ,, nahi waisay he aa jaoo , yeh masjid ya mandar nahi ,, mera dil hai
MAMU : Oye, maar gayay yaar. Meri biwi aur premika saath saath AA rehli hain. MAMU KA DOST : Arrey, mein bhi yehi bolnewala tha.
ek admi ki shadi hoti hai woh shadi ki raat apne room main jata hai aur apni dulhan ka ghoonghat utha ke poochta hai......huzoor ka naam kya hai dulhan kehti hai huzooor (s.a.w )dulha kehta hai ji huzooor ne kya farmaya ( dulhan kehti hai namaz parho ,roza rakho,zakat dou etc etc....dulha gusse se room se bahir ajata hai ghar walon se kehta hai mujhe dulhan di hai ya MOLVI andar tou TABLEEGH ho rahi hai.
aik pagal halwaee ki dukan per gaya.us nay aadha kilo doodh
pia aur phir thori see chini khanay ko mangi.chini khanay k
baad wo lait ker daain baain(lef & right) lotnay laga.
dukandar samjha k shaid doodh main zeher tha.us nay doodh gira
dia.paagal uth ker khara ho gaya to dukandar nay deryafet kia:
"tumhain kia huwa tha?" pagal nay jawab dia.
"yaar main to doodh main chini mila raha tha.
biwi , mein mar jaoon gi , shohar ,, mein bhe mar jaoon ga ,, biwi mein tu bimar hoon tum kyoun maroo gay .. shohar ,, mein itni khushe bardasht nahi kar sakta ..
Aik sardar kisi hotel mein gia aur chicken ka order dia ,, waiter chicken lia tu sardar bola , murge di tang kithay aay , waiter bola , wo lagra tha , sardar , Dil ? waiter , wo murge lay gaye , sardar damagh , waiter , murgha sardar tha ....
Jungle mein saanpon ka jora izhar-e-mohabbat kar raha tha . female saanp nay male saanp ko kiss karna chaha , achanak male saanp nay mou phera aur ganay laga ,, zaher hai kay pyar hai tera chumma ..
Sardar foj mein bharti ho jata hai osay AK forty seven di jati hai ..... zara ghabratay howay sardar major say pocha hai .......sar yeh bandooq ki nali samnay rakhoon ya ulta ?? ......major ... kisi bhe taraf rakhoo faida desh ka hi ho ga .....
aik zahni mareez apna ilaj karwanay doctor ke pas jata hai.us ko aik beemari hoti hai woh ye kai har waqt woh bus yehi kahta rehta hai ke "gulel banonga aur us say chirya maroonga " doctor is ka ilaj karta hai kafi dinon tak akhir woh sahi hojata hai jab woh jaraha hota hai to doctor us say pochta hai ke ab tum agay kia karogay to woh shaks kehta hai ke bus ab soch raha hoon ke shadi karloon doctor kahta hai achi bat hai phir kia karogay to kahta hai ke shadi ke bad bachay peda hongay jab bachay ki pahli salgira hogi tab party karoonga us main log aiegay aur bachay ko gift main chaddi dainay to us chaddi main se lastic nikal ker gulel banonga aur chirya maroonga
MUNNA BHAI: Circuit, bole toh yeh Ford kya hai? CIRCUIT: Bhai, gaaree hai. MUNNA BHAI: Toh phir, yeh Oxford kya hai? CIRCUIT: Bole toh, simple hai bhai, Ox mane Bail, Ford mane gaaree . Oxford bole toh Baelgaaree .
Sadar kaisay sheer ko mar sakta hai ? .. Sardar ge nay bhuhat sochnay kay baad nateja nikala ... mein zahar pee loon ga aur sheer mujhay kah lay ga ....
sardar ko school mein kaisay paichan saktay hain ? ..... yeh wohi ho ga jo apni kitab say lafz mita raha ho ga jan ustab board say mita raga ho ga
Baita . aami ... jab subha mein abu kay sath bas mein ja raha tha .. tu unhoo nay muhay kah mein mein apni seat dosri aurat to day doon . aami ... acha tum nay bhuhat ache kaam ia . baita ... laikin ami mein abu ki goad mein baitha howa tha .....
WIFE TO HER HUSBAND: suniye ji jab mein mar jaoon gi to aap kaa kia hoga?
HUSBAND WITH LOVE: jaan! mein to pagal ho jaoon gaa!!
WIFE: acha tum dusri shaadi to nahin karo ge naa?
HUSBAND WITH INNOCENSE: pagal to kuch bhi ker sakta hai
SALMA: daikho nadia shadi k baad larkey bohat badal jatey hai.
NADIA: woh kaisey???
SALMA: ab daikho Waseem mujh sey shadi sey pehley kitni mohabbat karta tha magar ab tu mujhey bulana be pasand nahin karta.
NADIZ: tu tum us sey talaq kiyon nahin lai laiti???
SALMA: main us sey talaq nahin lai sakti na..
NADIA: kiyon???
SALMA: kiyon key meri shadi Waseem sey nahin Akhtar sey hoi hai.....
aik shakhas "TV" ke lliye loan leene bank jaata hai..........
banker : app ke paas apna zaatey gher hai?
aadmi : jee haan
banker : app ke paas car hai?
aadmi: jee doo hain
banker : app ke paas zameen hai?
aadmi: jee 500 aecar zameen bhi hai?
banker: " bura manatey howe ap mujh se mazak ker rahe hain"
aamdi: jaban shuruwaat tu app ne hee tee theee
Customer : Bhai kab se wait ker raha hoon khana abhi tak tayyar nahi howa?
Hotel Wala : Bhai sahab kahan tu 3 din pehlay se tayyar hai bas gharam ho raha hai.
Pehla Pagal : Ager tum batao kay is Box mein kia hai tu ye anday tumhara
aur ager tum ye bata du kay ye kitnay anday hain tu 5 kay 5 tumharay aur
ager tum ye bata dogay ye kis kay anday hain tu wo morgi bhi tumhari.
Dosra Pagal : Yaar koi hint tu du.
aik falsafi,aik gunja aur aik hajaam akhtey safar karrahe the...ke raste main raat hogaye...Faisla howa ke bari bari pehra deya jaye...phele hajam ki bari thi...pehra dete howe iska dil jo ghabraya tu isne falsafey ka sar monnd dala...agli bari falsafi ki thi...hajam ne isko utha deya aur khud sogaya...pehra dete howe wo kisi soch main ghumm tha...bekhayali main is ne sar per hath pehra tu baal ghaib paye...kehne laga
"Namaqol kahe ka"
bari Meri thi utha ganjey ko deya
Aik admi bus stop pay khara howa hota hai police walay us k pass a k pochtay hain k tum nay teen choron ko yahan say jatay hoye daikha hai..wo adme bolta hai k :yahan say seedha jao to teen mohallay ayen gay
pehlay ko chorna dosray ko chorna teesray mohallay main jana wahan ja k teen galiyaan ayen ge pehli ko chor na
dosre ko chor na teesre gali main jana to waha teen dokanay ayen ge pehle dokan ko chorna dosre dokan ko chor na teesre dokan k saath saath jana to teen ghar ayen gay pehlay ghar ko chor na dosray ghar ko chor na teesre ghar main jana to wahan teen rooms ayen gay pehlay room ko chor na dosre room ko chor na teesre room main jana
to wahan teen cupboards ayen ge pehle ko chor na dosre ko chor na teesre cupboard ko khulna to wahan teen derazain ayen ge pehle ko chor na dosre ko chor na teesre ko khulna to us main teen pictures rakhe hoe hoon ge
pehle pic chor na dosre pic chor na teesre pic ko daikhna to wo pic mere maan ki hai or main apni maan ki qasam kha k kehta hoon k
"MAIN NAY KISI CHOR KO NAHI DAIKHA"
aik baewakof dusaray baewakof say mai duniya ko meeta doon ga
dusara baewakof mai tummay rubber he nahe doon ga
ek dafa ek sher mere saamne agaya
usnay meri taraf deekha main nay uskey taraf dekha.
uss ki ankhoon main khoon tha
meri main ghosa.
usnay apne panjhe upper karliyae
main nay apnay haath.
usnay meri taraf chalang lagayi main nay tv band kardeya
aik baar aik paindo kisi shahar chala jata hai wahan woh ghom phir raha hota hai kay aik fradia us ko mil jata hai aur woh faradia baray ghussay say paindo say pochta hai kay kia kar rahay ho to paindo kahta hai battiya(lights)dekh raha hoon.woh faradia us paindo ko kahta hai kay tum ko pata nahi hai kay lights dekhnay kay yahan paisay lagtay hai.to paindo kahta hai kitnay paisay.faradia kahta hai kay 1 light dekhnay kay 5 rupay.tum nay kitni lights dekhi.paindo kahta hai 10.faradia kahta hai kay tumharay light dekhnay kay 50 rupay banay.paindo us faradiay ko 50 rupay day kar agay nikal jata hai aur agay jaa kar kahta hai dekha mien nay us kopagal bana diya mien nay to 20 lights dekhi thee
hahahahaha
khatoon doctor sey:" meray shouhar ko sotey mein bolney ki aadat hai"
doctor:" aap unhein jagtey howey bolney ka mouqa dein woh sotey mein bolna chor dein gay
phone ki ghanti baji to aik bachi ney phone uthaya or pochney per bataya main anam bol rahi hoon.
meri umer 6 saal ha main is wakat gher per akaili hoon ammi gher per naheen hain.
beti kia tum apni ammi k liay message note ker lo gi? phone kerney waley ney payaar say kaha.
kiun naheen laikin aap zara thehrain main pen ley aaoon.anam ney ma'sumiat say kaha.
thori daer ba'd wo dobara phone per aaee or boli.
main ney pen ley li ha laikin zara thahriay main kagaz lena to bhool hi gaee
phone kerney waley ney kaha chalo theek ha kaagaz bhi ley lo.
dusri martaba us ney receiver uthaya to boli.
mujhey pen mil gaee ha aur kaagaz bhi mil gaya ha laikin aik baat ka to mujhey khayaal hi naheen raha
mujhey to abhi tak likhna naheen ata
dafter k manager ney mulazim ko jawaab dena tha saath hi wo us ki dilshikni bhi naheen kerna chahtey they.
unhon ney mulaazim ko bula ker kaha.
"sajzaadey ! ma'loom naheen k tumhaarey begaer ham karobaar kesay chalain gey.baherhaal monday k din say
ham ya tajarruba ker k dekhna chahtain hain."
larki apnay boyfriend say "kia tum aik hath say drive kar saktay ho ?" larka khushe say "haan ." Girl nay kaha "To phir apnay dusray hath say nak saf kar l
2 Gareb shaks berozgar the aik ne kha ke hum IsLaMaBaD chalte hain...waha nokri mil jaye gi...dosre ne kha hamare pass tu kiraya bhi nahi hia hum kaise jaye gai...tu phele ne kha ke dak khane ke zerye chale jaye gai...tu wo dak khane chale gaye aur Letter bos main mooh DaL Liye...uper se Dakiya agaya...isne apna jota utar kar in dono ko marna soro kardeya...dosre dost ne kha ke Yaar yeh kya horaha hai...phele dost ne kha chup kar Mohrain Lag rahe hian .
Aik haseen-o-jameel secratery gusse se bhare boss ke room se nikli tu sathi worker ne pocha.
jab tum under gaye thi tu bare khuhsgawar Mood main thi...ab gusse se bhari wapis aye ho...kiya baat hai ?
secratery ne nak sukertey howe jawab deya...boss ne mujh se pocha ke kiya tumhe fursat hai..maine Muskurate howe kha...Sar fursat he fursat hai...mera jawab sun ker isne mujhe 45 pages type karne ko de deye
Farebi kahe ka
aik aurat jis k sir per sirf 3 baal hote hain ...wo buty parlor jaati hai aur gal se kehti hai k meri aik choti bana do gal jese hi us k baal banaati hai aurat ka ik baal toooot jaata hai ...... aurat kehti hai achha aik joora band do ...
gal jese hi joora banaane lagti hai dooosra baal b tooot jaata hai..
aurat kehti hai achha rehne do main baal khol kar hi chali jaati hoon
Aik sardar ji London jo pohanchay, unhon nay ghar set kernay kay leay sub say pehlay T.V khareednay ki sochi, aur aik baray store kay andar gaey aur wahan aik counter per salesman say poocha kay,
"Yay T.V. kitnay ka hai" ?
"Hum sikhon ko T.V. nahi bechtay". Salesman nay tika sa jawab deya.
Sardar Ji ko jhatka zore say hi lag gaya aur unhon nay Guru ki qasam khai kay yahi T.V. khareedoon ga.
Dosray din Sardar Ji getup badal ker black glasses laga ker aur mukhtalif dress main gaey aur phir salesman kay pass je ker poocha kay,
"Yay T.V. kitnay ka hai" ?
"Hum sikhon ko T.V. nahi bechtay". Salesman nay phir wohi jawab deya.
Sardar Ji phir hairaan hoey kay kay itnay mukhtalif getup main bhi salesman nay unhain kaisay pehchaan leya, saath hi woh aur ziada gussay aur zid main aa gaey.
Teesray din Sardar Ji nay clean shave kiya aur pagri tak utar ker apna grtup qatai mukhlatif ker leya aur ja pohanchay usi store main aur phir salesman say sawal kiya
"Yay T.V. kitnay ka hai" ?
"Hum sikhon ko T.V. nahi bechtay". Salesman nay itmenaan say phir wohi jawab deya.
Ab to Sardar Ji ka gussa bohat berh gaya.
Forth day woh ladies getup main usi store ja pohanchay aur phir wohi sawal kiya.
"Yay T.V. kitnay ka hai" ?
"Hum sikhon ko T.V. nahi bechtay". Salesman ka phir wohi jawab tha.
Ab Sardar Ji nau himmat haar di aur intehaai aajizi say salesman say mukhatib hoey .
"Bhai aik baat to batao ................. main itnay getup badal badal ker aata raha hoon aur tum her dafa mujhay pehchaan laitay ho. Akhir kaisay" ???
Salesman nay itmenaan say jawab deya "jisay char din say aap T.V. keh rahay hain woh der asal Washing Machine hai".