Urdu Quotations – Roman Urdu Quotes

141. Islam naam hay spordagi ka or spordagi naam hay yakin ka.
142. iman ki baat ek wehsi sakar hay ke se nikal jata hay or dosra is ko pakar leta hay.
143. yakin ki neend shak ki namaz se behtar hay.
144. parhez gar akhlak ka sadar hay.
145. jahad jannat ka ek dawaza hay jis ko Allah ne apne khas doston ke liye khola hay.
146. jo gunah kar ke kamyab ho woh kamyab nahi.
147. alam beamal bager teron ke tez andaz hain.
148. jo bhawar main gusta hay woh dobta hay.
149. naik kaam karne wala naiki se behtar hay or badkaar badi se datar.
150. behtarin amal woh hay jis par tum apne nafs ko majboor kar do.
151. jo haq se jang kare ga to haq ise shikast de ga.
152. jis ne apna rukh haq ki taraf kiya woh jahelon ke nazdik tabah ho gya.
153. mohsan ke sawab ka zikkar kar ke badkar ko dafa karo.
154. is aag se bachne ki kosish karo jis ki garmi sakht or jis ki gehrai bohot zyada ho gi .
155. jese apni kimat malum nahi woh tabah ho gya.
160. bohot si baatein katal se zyada asar angez hoti hain.
161. zuban woh darinda hay ke chor do kaat le.
162. mot kareb hay sath sirf thori der hay.
163. insan ka har nafs mot ki tarf ek kadam hay.

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
   
© 2012 Asian Women Magazine Suffusion theme by Sayontan Sinha