Urdu SMS - Funny SMS - Pakistani SMS - Indian SMS

146.faasle mitta kar apaas main pyar rakhna
dosti ka ye rishta hamesha barkarar rakhna
bichar jayen kabhi aap se hum
phir bhi aankhon main hamesha humara intezar rakhna

 

147.phool ban kar muskarana zindagi hay
muskara kar ghum bhulana zindagi hay
jeet kar tum khush hoye to kya hoa
har khushian manana zindagi hay

 

148.00darte hain kehen sab tabha na ho jaye
meri dosti sab ki nazar main gunah na ho jaye
main sabar kar lun gamagar dar lagta hay
jis ko chahate hain woh bewafa na ho jaye

149.na kabhi ye chupaya hay ke pyar kitna hay
na kabhi ye jataya hay ke dard kitna hay
bas ek humhein aur is khuda ko hay maloom
tuj se muleqat ka intezar kitna hay

150.woh to khushboo hai hawaon main badal jaye ga
masla phool ka hay phool kidhaar jaye ga
hum to samajte the ek zakham hay bhar jaye ga
kya khabar thi ke rag main utar jaye ga

 

151.duniya main hum mashoor hoye to kya
sath reh kar tum se door hoye to kya
waqt se itna majdoor hoye to kya
rehen ge sada aap ke dil main
kismat itni magrur rehy to kya

152.pyar karne walon ki kismat burri hoti hay
har lamha judaai ki ghari hoti hay
agar waqtmile to riston kikitaab parh ke dekhna
dostikhoon ke rishte se bari hoti hay

 

153.hota nahi mehsoos dard tere zakham ka
kyon aaj teri talwaar ki dhar kam hay
kuch de ese zakham muj ko yaar
kune lata hay aj tera pyar kam hay

 

154.dil main tumhare apni kami chor jayen ge
aankhon main intezar ki lakeerchor jayen ge
yaad rakhna dhontdte raho ge humein
 pyar ki esi kahani chor jyen ge

 

155 mere ansoo ka har ek katra
teri mohabat ki nishani hay
jo tu dekhe to moti hay
na dekha to pani hay

 

156.rishta kya hay tera mera
main hun shab or tu hay sawera
tu hay  chand sitaroon jessi
phoolon jessi rahain teri
kantoon jesa mera daira
ata jata hay ye jeewan
pal do pal ka hay ye basera...

 

157.chor diya hamara sath to koi gam nahi
bhul jayen ge aap hume,bhulane wale hum nahi
aap se mulakat na ho pai to koi baat nahi
aap ki ek yaad mulakat se kam nahi

 

158.kabhi dost kehte ho kabhi dua dete ho
kabhi bewaqt neend se jaga dete ho
par jab bhi humein SMS karte ho
Khuda kasam khushi hi khushi dil main jaga dete ho

 

159.aap aa sakty na the din ko ta kya raat na thi
han yehi kehiye ke manzoor mulakat na thi
kya sabab aap ke tashreef na lane ka hoa
raste band na the,sher main barsat na thi

160.insan is duniya main ek bar mohabbat karte hain
is dard ko le kar jete hain,s dard ko le kar marte hain

 

Home 1 2 3 4 5 6 7 8 910 , More SMS