17. subha ko yaag aayi to miss kiya,
dopahar ko yaad aai to miss kiya
shaam ko yaad aai to dil ne skip kiya
aur jab jaan par ban aai to aap ko sms kiya
18. Rab se aap ki khariyat mangte hain
duaon main aap ki khushi mangte hain
sochte hain kya mangen aap se...
chalo aaj aap ki umar bhar ki dosti mangte hain
19. hum to sirf aap ki baat kiya karty hain
har dharkan main aap ka naam liya karty hain
aap ho humen apni jaan se bhi pyare
tahi to waqt bewaqt yaad kiya karte hain
20. muskiloon se aap ki mulaqat na ho
udas betho kabhi aisi baat na ho
dua hay ke khushiyoon se saje zindagi aap ki
bas humen pukar lena agar koi sath na ho
21. mehak teri aaj bhi meri sansoon main hay
har ek ada teri meri aankho main hay
tu bhale mita de apne dl se mera wajood
magar teri jaga aj bhi yaadon main hay
22. aankhon main ek noor sa tha
dil main ek gurur sa tha
woh tha to mere bohot kareeb
magar muj se kuch kuch door sa tha
23. kuch shakyat esi hoti hay
jo har dil azeez hoti hay
hum hain naseeb wale
ke humari un se hi dosti hoti hay
24. nazar jhukay to pagal bana diya
dil churaya to majnoon bana diya
kuch na kuch baat hai aap main
varna yonhi koi dewana nahi banata
25. baat to kuch bhi nahi thi laiken us ka
ek dam
haath ka honton par rakh kar acha
laga
26. tere hote hue bhi tanhai mili hay
wafa kar ke bhi bewafai mili hay
jitni dua ki tumhen pane ki
us se zyada teri judai mili hay
27. yahan kisi ko bhi hasb-e-arzoo na mila
kisi ko hum na miley koi hum ko na mila...
28. achi lagi dosti tumhari
bas yunhi banaye rakhna
zaroori nahi meel milaap
bas yadoon main basaaye rakhna
29.geet ki zarorat mehfil main hoti hay
pyar ki zarorat dil main hoti hay
phir bhi adhori hay yeh zindagi
kune ek dost ki zarorat har pal hoti hay
30.kismat par aitabar kis ko hay
khushion se inkar kis ko hay
zindagi main hay aap jesa dost
warna zindagi se pyar kis ko hay
31.log kehte hain itni dosti mat karo
ke dost dil par sawaar ho jaye
par hum kehty hain ke dosti itni karo
ke dushman ko bhi tum se pyar ho jaye
32.waqt tera gulam ho ga
har pal pe tera hi naam ho ga
zara mur ke dekh aye mere dost
har kadam par mera sath ho ga