Urdu SMS - Funny SMS - Pakistani SMS - Indian SMS

49.kya aap ke sir pe SEENGH hain?
no!
kya aap ne check kar liya?
yes!
nahin hain?
nahin!
kya aap ko yakeen hai?
yes!
koi baat nahi GADHE ke bhi nahin hote..........

50.agar zindagi main kuch kar dekhana hay
to kuch esa karo ke jis shehar,jis gali,
jis mor se guzrowahan kya har ghar se
awaaz aye Papa aa gye papa aa gye

 

51.ab ek lazeez shair ho jaye
kya ankhain hain...kya chehra tum
ne paaya hay
aisa lagta hay jese
peepal kay pair se bhoot utar aaya hay

 

52.ghungat main tujhe dekha to dewana hua
sangeet ka tarana hoa
shama ka parwana hoa,masti ka mastana hoa
jese hi ghungat uthaya is duniya se rawana hoa

53.gaa to hum bhi sakty hain agar aawaz ho
baja to hum bhi sakty hain agar saaz ho
koun kehta hay tajmahal shenshah ne banaya hay
bana to hum bhi sakte hain agar mumtaz ho ...

 

54.dieting khel nahin chand dinon ka begam
ek sadi chahye kamaray ko kamar honay tak...

 

55.naa jaane yeh nazaare kyune udaas rehte hain 
na jane inhe kis ki talash rehti hai
yeh jaan kar ke woh kismat main nahin hay
phir b unhen pane ki aas rehti hay

 

56.aur bhi bohot si cheezain loot chuki hain
yeh bataya doston ne ishq farmane ke baad
is liye kamray ki ek ek cheeze check karta hun main
ek tere ane se pehly ek tere jane ke bad

 

57.surmai aankhon ke neechay phool se khilney lagey
kehtay kehtay kisi ka sochna acha laga

 

58.yahan kisi ko bhi hasb-e-arzoo na mila
kisi ko hum na mile,koi hum ko na mila

59.main chahta hoon is tum ko is kadar
koi aur mil jaye to dekhon na mur kar

60.tere hoty hue bhi tanhai mili hay
wafa kar ke bhi bewafai mili hay
jitni dua ki tumhen pane ki
us se zyada teri judai mili hay

61.sadar apni behan ke sath ja raha tha,
some shout oye mashoka le kar kahan nikla
sardar gusa hoa or zor ka tamacha mara aur kaha
oye mashoka ho gi teri meri to behan hay!

62.what is difference between Watch and Wife
ek bigarti hay to band ho jati hay
aur dosri bigarti hay to challu ho jati hay

63.suni zindagi main halchul si
mehsoos hoi bejaan dil ki aaj
dhadkan mehsus hoi
jane aaj kune esa laga shayad
aap ki kami mehsos hoi

64.aaj raat thik 12 baje ke bad
           1 baje ga!

 

Home 1 2 3 4 5 6 7 8 910