65.tu hi dil hay
tu hi jaan bhi hay
tu khushi hay
aarzoo bhi hai
66.is kadar humari chahat ka imtihan na lijiye
kyu ho hum se khafa bayan to kijiye
kar diya maaf agar ho gai hum se khata
yu yaad na karke saza na dijiye
67.baadal kitne khushnaseeb hain
door reh kar bhi zameen par baraste hai
hum kitne badnaseeb hain
paas reh kar bhi milne ko taraste hain
68.nazar tumhari nazar humari
nazar ne dil ki nazar utari
nazar ne dekha nazar ko aise
ki nazar dosti ko lage na humari
69.jaan se bhi zyada tumhein pyar kiya
karte the yaad unhe din rat kiya
karte the
ab un rahon se guzra nahi jata
jahan beth kar unka intezaar kiya karte the
70.mat mila ese dost se ae Khuda
ye humhein barbad karte hain
hum to sms ki bauchaar karte hain
aur ye 1 rupiye ke liye bhi vichaar karte hain
71.aasmaan main jab jab badal garajta ho ga
mausam bi apna rukh badalta ho ga
uthti ho gi jab jab aap ki nigahein
Khuda bhi gir gir kar sambhalta ho ga
72.bas kya yahi tak tha sath himara
intejar hi karte rehe hum tumhara
kab ho gi is kambakht dil main roshni
aur kab ho ga pyaar ka izihaar tumhara
73.woh hum se ruswa hain ke hum
gairon ko dekh kar muskurate hain
par woh kya jane humhen har
chehre main woh nazar aate hain
74.aap pas raho ya dur,hum dil se dil
ki awaz mila sakty hain
na khat ke na phone ke mohtaaj hai hum
par aap ke dil ko 1 hichki se hila sakte hai
75.save this msg and read it
whnever u fail in life
haaton ki lakiron par viswas nahin
karna chahiye kyunki takdir to un ki
bhi hoti hay jinke haath nahi hote hain
76.log apna bana ke chod dete hain
rishta gairon se jod lete hain
hum to ek phool bhi na tor saky
log to dil bhi tor dete hain
77.sunsaan sarak k sookhay hoi
peepal ki tuti hui tehnee k
murjhaye hue
pattay pay baithay hue bhoot kay
pair say nikaltay hue khoon kay
beemar
bacteria...........HOW ARE U?????
78. unki mohabbat ka abhi nishan baaki hay
naam labh par hay jaan baki hay
kya hua agar dekh kar muh pher lete hain
tasalli hay ke abhi shakal ke pehchan baaki hay
79.apne honton par sajana chahta hhun
aa tuje main gungunana chahta hhun
thak gya maiin karte karte yaas tujh ko
ab tujhe main yaad aana chahta hun
80. tufan main kashti ko kinaree bhi mil jate hain
jahan main logon ko sahare bhi mil jate hain
duniya main sab se pyari hay zindagi
kuch log zindagi se pyare bhi mil jate hain