Urdu SMS - Funny SMS - Pakistani SMS - Indian SMS

81.dooriyon se farak parta nahi hay
baat to dilon ki nazdikiyon se hoti hay
dosti to kuch khaas aap jaise se hay
varna mulaqat na jaane kitne logon se hoti hay

 

82.dekha nahi hay koi tuj sa
dekhne tuje jannat se bhi lot aayenge
jab tak deedar na ho tera
hum mar ke bhi chain se na mar paayenge

 

83.aap ko bhool jaon umar guzarne ki baat hay
aap ko na ho yakeen ye or baat hay
jab tak rehy gi saans tab tak rehe gi yaad
yesaans toot jaaaye to aur baat hay........

84.kabhi badli hoi takdir nazar aati hay
yadon ki bas ek zanjir nazar aati hay
pade bhi to kya pade yaar mujhe
mobile main bhi teri tasveer nazar ati hay

 

85.shadi karna tha par kismat khuli nahi
TAZMAHAL bana tha par MUMTAZ mili nahi
ab kismat khuli shadi hoi,ab taj banana chahta hun
par yeh MUMTAZ marti nahi

86.jab dosti ki dastaan waqt sunayega
hum ko bhi koi shakhs yaad aaye ga
tab bhool jayen ge zindagi ke gamon ko
jab aap ke sath guza waqt yaad aaye ga

 

87.yaad karte hain tumhen tanhai main
dil dubha hay gam oki gahrai main
hume mat dhundo duniya ki bhir main
hum milen ge tumhen phir kisi free SMS ki scheme main

 

88.woh hum se rutha hay ke hum
ghairon ko dekh kar muskurate hain
par woh kya jane hamein har
chehre main woh nazar ate hain

 

89.teri dosti main ek nasha hay
tabhi to ye duniya hum se khafa hay
na karo hum se itni dosti
ke dil puchhe teri dharkan kahan hay

 

90. boond boond barsa akaash say paani
lagta hay shuru ho gayi teri meri kahani

91.kitni aasani se keh diya bhool jao mujhe
kitni aasani se keh diya mita do mera naam
shayad aap bhi abhi tak jaan nahi paaye
ye zindagi hay aap hee par kurban

91.mila kya tuje is dil se khel kar
jaan hi chahiye thi to maang kar dekhi hoti

 

92. do dilo ki dastan tumhen aha qabul thi
mery wafaye kasme tumhare liye fazul thi
koi aas nahi baki lekin bata do itna
maine chaha bas itumhi ko kya ye meri bhool thi

 

93.  guzre hoye kal ki yaad aati hay
kuch lamhon se aankhen bhar aati hay
who rangeen shaam,rangeli dhoop ati hay
jab aap jese dost ki yaad aati hay

 

94.hum woh nahi jo bhool jaya karte hain
hum woh nahi jo nabahya karte hain
door reh kar milna shahyad muskil hay
yaad ban kar aankon main bas jaya karte hain

95.hasrat hain kabhi un ko kareeb se sekhon
kareeb hota hay to aankh uthai nahi jati
chahat par kisi ka bas nahi chalta
lag jati hay yeh aag lagai nahi jati

 

96.aap ke hath main mobile hay....
chehre pe pyari si smile hay...
SMS ki achi khasi file hay...
phir b sms nahi karte....
yar ye kon sa stupid style hay

 

Home 1 2 3 4 5 6 7 8 910