Urdu SMS - Funny SMS - Pakistani SMS - Indian SMS

113.jab woh ban than ke ghar se nikalta ho ga
sher ka sher mere naam se jalta ho ga

114.hum hi nahi dard-e-judai ki kasam
karwaten raat gye woh bhi badalta ho ga

115.husan dil cheen lete hain wafa hargiz nahi karte
zakham de kar jiye jate hain dua hargiz nahi karte

116.yunhi umeed delate hain zamane wale
kab palaty hain bhala chor ke jane wale

 

117.kabhi honsala bhi aazmana chahiye
bure waqt main muskurana chahiye
jab 10 dino main khujli na mite
to 11 ve din nahana chahiye

 

118.aaj kal aap ka SMS aana band hai
khafa ho hum se ya balance kam hay?
ha ha ha ha ha...............

 

119.yaad main teri ankhe barsata hay koi
har saans ke sath tujhe yaad karta hay koi
maut to sachai hay aani hay
lekin teri judai main har raz marta hay koi

 

120. devdas ke babu jee ne kaha ghar chor do
us ki maan ne kaha paro ko chor do
paro ne kaha ke daru chor do
par aap ko kisne kaha ke SMS karna chor do

 

121.pyar karne wale pareshan ho jate hain
shaadi karne wale shaeagi ban jate hain
devours dene wale devdas ban jate hain
hum se dosti karne wale SMS expert ho jate hain

 

122.sorry..sorry...sorry....sorry...
dont get confused,arey baba sorry
means:S-some,O-one is,R-really,
R-remembering Y-you...have A winderful day...

 

123. tere hote hoye bhi tanhai mili hay
wafa kar ke bhi bewafai mili hay
jitni dua ki tumhein pane ki
us se zyada teri juddddda mili hay

124.pal bhar main tuot jaye woh kasam nahi
dosti ko bhoul jaye woh hum nahi
tum bewafa bano is baat main dam nahi
kune ke humari wafa bhi kuch kam nahi

125.woh ruthe rehy hum manate rehy
un ki rahon main palkein bichate rahe
unho ne kabhi palalt ke bhi na dekha
hum ankh jhapkane se bi katrate rahe

126.sitaron ko apne hathon main samet lo apne
dur dur tak raat ho gai hay
musafir ho hum bhi msafir ho tum bi
phir kahin na kahin mulaqaat ho gi

127.kaash agar main kuch ho sakta
to main tumhari ankhon ka ansoo hota
janam leta tumhari ankho main
zindagi guzarta tere galon main
aur aa ke mar jata tere honton pe

128.chand taron ka noor ap par barse
har koi ap ki chaht ko tarse
aap ki zindagi main aayen itni khushiyan
ke aap ek ghum pane ko tarsen

 

Home 1 2 3 4 5 6 7 8 910