Urdu Stories

Ghaflat Ka Phaal

Eik mulk mein hukmaran ky chukidar ne jaan ki aman paty howy bari khushi or pur josh andaz mein apna khwab sunaya ky badshah salamat mein ne raat ko khwab mein dekha ka yap ki hukmarani mein ap ki awam buhat khush o khuram zindagi basar kar rahi hay.ap ky adal or insaf ko pasand karti hy.app herdil aziz hukmaran hein or aap ki hukmarni mein mulk din dugni raat chugni taraqi kar raha hy.ameer or gareeb tamam tabqy ky log itmanan ki neend soty hein.her taraf khushhali hy.
Badshah salamat ne chuki dar ky khwab ko ghoor sy suna buhat khush howy magar chuki dar ko buhat inam o ikram sy nawazny ky baad thori si saza di or nokri say nikal diya.badshah ne essa kuon kiya.?
Jee haan …….chuki dar ka kam raat ko jagna or phera deena hay na ky sona.chukidar ki gheer zimydari laperwaei ki waja say nokri say hath dhoona para.iss liye dostoo kaha jata hay ky joo kam diya jata hay iss ko mukal zimydari mehnat kay sath injam dena chahy.chukidar ko bhi badshah ne is ki qahili ki wajha say nukri sy nikal diya.taky is sky liye hamesha ka sabak ho.

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
   
© 2012 Asian Women Magazine Suffusion theme by Sayontan Sinha